Sunday, 27 November 2011

Us Shakhs ki muhabbatain kitni shadeEd thi


Anjani Raah
tanha safar
dy gaya mujhe
Pathar ka shehr
sheeshy ka ghar dy gya mujhe..

Wo b mujh hi ko sochta rEhta hy Raat bhar
Us k nagar ka chaand
Khabar dy gya mujhe

Us Shakhs ki muhabbatain kitni shadeEd thi
Khud mit gya
or Apni nazar dy gya mujhe

Wo Qafily ko chor k tanha he chal diya
Or jaty hue Rakht-e-Safar dy gya mujhe

jany wo bewafa tha
ya majboOr tha
zindagi guzarny ka hunar dy gya mujhe


No comments: