Monday, 20 February 2012

Kamal Ankhain



Daraz Palkain
Vishal Ankhain
Musawari Ka Kamal Ankhain

Sharab Rab Ne
.........Haram Kr Di
To Phr Q Rakhi
Halal Ankhain

Hazaron in se Qatal Hoe Hain
Khuda K Bandy Sambhal Ankhain



No comments: