![]() |
Guftago k lamhon me
dekh hi nahi paty
hum tumhare chehre ko
tum hamari ankhon ko
aaj aisa krty hain
chashm-o-lab ko parhty hain
baat chor dete hain
jany kya lamha ho ga
jab ye hath hathon se
agr kabi juda ho ga
aaj aisa krty hain
zabt-e-jaan parkhty hain
hath chor dete hain
kash koi samjha dy
log kis trha dil ki
manzilain alag kr k
sath chor dete hain
aaj aisa krty hain
be'sabab bikharty hain
zaat toor dete hain
dekh hi nahi paty
hum tumhare chehre ko
tum hamari ankhon ko
aaj aisa krty hain
chashm-o-lab ko parhty hain
baat chor dete hain
jany kya lamha ho ga
jab ye hath hathon se
agr kabi juda ho ga
aaj aisa krty hain
zabt-e-jaan parkhty hain
hath chor dete hain
kash koi samjha dy
log kis trha dil ki
manzilain alag kr k
sath chor dete hain
aaj aisa krty hain
be'sabab bikharty hain
zaat toor dete hain
No comments:
Post a Comment